Thursday, June 18, 2009

ZINDAGI

woh thi aisi aasha
jo registhan mein nadi behla sakhi thi
baarshi mein chatri jaisi thi
aur meri zindagi mein dost bangayi

jab tak baat nahi karti meri din banti nahi
uski kushi mein meri thi basi
aur meri mein uski
aur meri zindagi mein roshni chagayi

dosti mein kho gaye hum dono
marne tak saath dene ka vaada diye
magar kismat aisi nikli
ki woh mujhse pehle chal basi

suna ban gayi meri duniya
bheedh mein main akali reh gayi
woh chali taaron se milne
apni dost ko tanhayien mein chod ke

HOPE

hope's still alive
like the world still live
in the dusk and the dawn
in the morning and night
i'm in the dark
waiting for the ray
coming from the heaven above
like a raindrop in a drought
makes my world colorful
wiping away the dreadful
left the people gaping
into the life that was rotting
but turned to be lively
with the arrival of somebody
who cares and fights
and loves and dies
for me only me
for waiting until HOPE didn't die!!!